Question Summary: resubmit Question Detail:
Asalam-u-Alikum Jenab mein Jammu & Kashmir (INDIA) sa yeh sawal karna chahta hoon ke, Hamaray mohallay mein ek bohat purani Kadimi Jamia Masjid hai. Hum log is ko re-construct karna chahtay hain. to isi doran jo purani masjid the us ko shaheed kya gya. Lken jab masjid ke khudaie ke gye, to maskid k ek side se kuch kabrain baramad huie. jin men hadiyoon ka kankal milay. Ab ikhtlaf yeh hain ke kya wahan par masjid banana jaiz hai ke nehin. Kew ke kisi be maqbaray par nimaz jaiz nehin hain. Aas pas ke buzargoon se be diruafat kya gya ke kya yehan koi maqbara tha ke nehin. Sab logoon ka kena hein ke pichlay 100 sal se koi be maqbara wahan par nehin tha. Ab aap se guzarish hain ke is maslay ka kya hal hain.
Answer :
Disclaimer : Question Deleted - You need to re-submit the question Askimam does not take questions submitted in languages other than english. Please re-submit your question along with English translation.
|
Main Categories More Questions
|