Go back to category : Islamic Question & Answers
  

Question Summary:
karay aur hath utaakar Salatu wassalam kar saktay

Question Detail:

ham masjid mai slam ''asalatu wasalamalika ya rasoolulah partay hai'' ab mera sawal yai hai ki kya ham us waqat hath utha sakthay hai?

Answer :

In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful.
As-salāmu ‘alaykum wa-rahmatullāhi wa-barakātuh.
Murawwaja salat aur salam ka tariqa durust nahi he. Aam tor par log samajtihay ka Rasulullah Sallahu Alayhi Wasallam hazir howte he. Ye bohot bari Galati he aur aqida ki kharabi he. Hazir aur nazir howne ki sifaat sirf Allah ki he. Doosra ye he ke haat utaana kyoo he. Rasulullah Sallahu Alayhi Wasallam se dua nahi kiya jatahe. Ye kufr aur shirk he. Dua sirf Allah se kiya jata ha. Is amal se aap tawba kari aur apni imaan ki hifazat kare[1].
 
 
 
And Allah Ta’āla Knows Best
Immad Bin Arshad
Student Darul Iftaa
California, USA

Checked and Approved by,
Mufti Ebrahim Desai.

www.daruliftaa.net


[1] كفايت المفتى ج١ ص١٤٧-١٦٣ دار الإشاعت

فتاوى محموديه ج٢١ ص١٧١-١٧٣ دار الإفتاء جامعه فاروقيه كراجى

فتاوى رحيميه ج٢ ص٢١٧-٢٢٠ دار الإشاعت

فتاوى دار العلوم ديوبند ج١ ص١١٢ دار الإشاعت

فتاوى دينيه ج١ ص٩٠-٩١

Main Categories  More Questions  


Online Tutor Available

 
Masnoon Duaein
Islamic Question & Answers
Aaj ki baat
Mazameen
Asma ul Husna
Tilawat e Quran
Qasas-ul-Anbiya
Multimedia
Essential Duas For A Muslim
Khawateen Kay Masaeel

© 2025 Ya-mujeeb.com. All rights reserved
search-sharai-masaeel